Posts

GHULAM ALI - Zakm-E-Tanhaayi Mein Kushbuu-E-Hina Kisaki Thi lyrics

Image
zakm-e-tanhaayi mein kushbuu-e-hina kisaki thi saaya diwaar pe mera tha sada kisaki thi aansuon se hi sahi bhar gaya daaman mera haath to mainne uthaaye the duwa kisaki thi meri aahon ki zabaan koyi samajhata kaise zindagi itani dukhi mere siva kisaki thi chhod di kisake liye tuune ' muzaffar' duniya justazu si tujhe har waqt bata kisaki thi usaki raftaar mein lipati rahin meri aankhein usane mud kar bhi na dekha ki wafa kisaki thi waqt ki tarah dabe paanv ye kaun aaya hai main andhera jise samajha wo qaba kisaki thi aag se dosti usaki thi jala ghar mera di gayi kisako saza aur kata kisaki thi mainne binaayiyaan bokar bhi andhere kaate kisake bas mein thi zamin aab-o-hawa kisaki thi

GHULAM ALI - Apni Dhoon Mein Rehta Hoon lyrics

Image
Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jaisa hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jaisa hoon, O picchli  rut ke saathi -2 Abki Baras mei tanha hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jaisa hoon, Teri gali mei sara din -2 dukh ke kankar chunta hoon Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jaisa hoon, Mera diya jalaaye kaun -2 mei tera khali kamra hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jaisa hoon, Apni leher hai apna rog-2 dariya hoon aur pyasaa hoon, Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jaisa hoon, Aati rut mujhe royegi -2 jaati rut ka jhonka hoon Apni dhoon mein rehta hoon -2 mein bhi tere jaisa hoon. watch on mobile

GHULAM ALI :BIKHARTEE ZULF KI PARCHHAYIYAAN MUJHE DEDO lyrics

Image
BIKHARTEE ZULF KI PARCHHAYIYAAN MUJHE DEDO TUM APNI SHAAAM KI TANHAAYIYAAN MUJEH DEDO YE LAHER LAHER BADAN TOOT HI NA JAYE KAHEEN KHUMAAR-E- HUSN KI ANGDAAYIYAAN MUJHE DEDO MAIN TUM KO YAAD KAROON AUR TUM CHALE AAO MUHABBATON KI YE SAC HHAYIYAAN MUJHE DEDO MAIN DOOB JAAWOON TUMHAREE UDAAS AANKHON MEIN TUM APNE DARD KI GAHRAAYIYAAN MUJHE DEDO

Ghulam ali :Aaj Dil Se Dua Kare Koi – Lyrics

Image
Aaj Dil Se Dua Kare Koi – Lyrics Aaj dil se dua kare koi….2 Hakke ulfat ada kare koi…. Aaj dil se dua kare koi…. Hakke ulfat ada kare koi…. Aaj dil se dua kare koi…. Jis tarha dil mera tadapta hai….2 Yun na tadpe khuda kare koi… Hakke ulfat ada kare koi…. Aaj dil se dua kare koi…. Jano dil humne kar diye kurbaan…2 Wo na maane to kya kare koi… Hakke ulfat ada kare koi…. Aaj dil se dua kare koi…. Mast nazron se khud mera saaki….2 Phir pilaaye piya kare koi…. Hakke ulfat ada kare koi…. Aaj dil se dua kare koi…. Shouke deedaar dil mein hai darshan….2 Aa bhi jaaye khuda kare koi… Hakke ulfat ada kare koi…. Aaj dil se dua kare koi…. Hakke ulfat ada kare koi…. Aaj dil se dua kare koi….

Ghulam ali :Nagri Nagri Fira Musafir – Lyrics

Image
Nagri Nagri Fira Musafir – Lyrics Nagri nagri fira musafir, Ghar ka rasta bhul gaya… Nagri nagri fira musafir, Ghar ka rasta bhul gaya… Kya hai tera kya hai mera, Apna paraaya bhul gaya…. Nagri nagri fira musafir, Ghar ka rasta bhul gaya… Kya bhula kaise bhula, Kyun puchte ho bas yun samjho… Kya bhula kaise bhula, Kyun puchte ho bas yun samjho… Kaaran dosh nahin hai koi, Bhula bhala bhul gaya…. Nagri nagri fira musafir, Ghar ka rasta bhul gaya… Jisko dekho uske dil mein, Sikwa hai to itna hai… Jisko dekho uske dil mein, Sikwa hai to itna hai… Humein to sab kuch yaad raha, Par humko zamaana bhul gaya…. Nagri nagri fira musafir, Ghar ka rasta bhul gaya… Koi kahe ye kisne kaha tha, Keh do kuch ji mein hai…. Koi kahe ye kisne kaha tha, Keh do kuch ji mein hai…. Meera ji keh kar pachtaya, Or phir kehna bhul gaya…. Nagri nagri fira musafir, Ghar ka rasta bhul gaya… Kya hai tera kya hai mera, Apna paraaya bhul gaya…. Nagri nagri fira musafir, Ghar ka rasta ...

Ghulam ali :Musafir Chalte Chalte Thak Gaya Hai – Lyrics

Image
Musafir Chalte Chalte Thak Gaya Hai – Lyrics Musafir chalte chalte thak gaya hai…2 Safar jaane abhi kitna pada hai…. Musafir chalte chalte thak gaya hai… Safar jaane abhi kitna pada hai…. Musafir chalte chalte thak gaya hai… Makaan ke sab makim soye pade hain…2 Hawaa ka sor mujhse keh raha hai… Musafir chalte chalte thak gaya hai… Safar jaane abhi kitna pada hai…. Musafir chalte chalte thak gaya hai… Wo mere saamne betha lekin…2 Dilon ke beech kitna faasla hai… Musafir chalte chalte thak gaya hai… Safar jaane abhi kitna pada hai…. Musafir chalte chalte thak gaya hai… Jise milne tum aaye ho yahaan par…2 Wo kab ka is makaan se ja chuka hai… Musafir chalte chalte thak gaya hai… Safar jaane abhi kitna pada hai…. Musafir chalte chalte thak gaya hai…2

Ghulam ali : E Husne Beparwaah Tujhe – Lyrics

Image
E Husne Beparwaah Tujhe – Lyrics E husne beparwaah tujhe sabnam kahun sola kahun….2 Hoton mein bhi sokhi to hai…2 Kisko magar tujhsa kahun….. E husne beparwaah tujhe sabnam kahun sola kahun…. E husne beparwaah tujhe sabnam kahun sola kahun….2 Phoolon mein bhi sokhi to hai…2 Kisko magar tujhsa kahun…. E husne beparwaah tujhe sabnam kahun sola kahun…. Kesu ude meheki fazaa jaadu kare aakhein teri…. Kesu udeee kesuuuuu udeeee.. Kesu ude meheki fazaa jaadu kare aakhein teri…. Soya hua manzar kahun….2 Ya jaagta sapna kahun….. E husne beparwaah tujhe sabnam kahun sola kahun….2 Chanda ki tu hai chaandni, Lehron ki tu hai raagni….. Chanda ki………2 Chanda ki tu hai chaandni….2 Lehron ki tu hai raagni….. Jaane tamanna mein tujhe, Kya kya kahun kya na kahun…. E husne beparwaah tujhe sabnam kahun sola kahun…. Phoolon mein bhi sokhi to hai…2 Kisko magar tujhsa kahun…. E husne beparwaah tujhe sabnam kahun sola kahun….2